Monday, December 9, 2013

Dawat e Tablig






{ Dawat e Tablig }

Sunni Muslim

             [Ahle Sunnat Wal Jamaat] 

   [ (Hanafi)]

 "TABLEEG JAMAT My Work My Aim"



:♥मेरे नबी सा कोई खुश जमाल नही:♥
:♥वो बेमिसाल है उनकी कोई मिसाल नही:♥
:♥मेरे आका की तरह करो चाँद के दो टुकड़े:♥
:♥तुम्हारा चाँद पर जाना कोई कमाल नही ।:♥
:♥मुझे अपने नबी सल्ललाहु ताआला अलैयही वसल्लम से बेइतंहा: मुहब्बत है ।:♥
  

 


 TABLEEG JAMAT  

 تبلیغی جماعت 


 તબલીગ જમાત



What is Tablighi Jamaat?

                  Huzure Pak Sallallahu Alaihi Wasallam ke kam ko sare Alam mein Zinda karne ki Musalmanon ki ek Tahreek hai. Iska koi Nam nahi Rakha gaya tha lekin logon ne ise Tablighi Jamaat pukarna shuru kiya.Aur yeh isi naam se mashhoor ho Gaya.

 TABLEEG JAMAT 

હુજુરેપાક (સઅવ) કે કામ કો સારે આલમ મેં જિન્દા કરને કીમુસલમાનો કીએક તાહ્રીખ હૈ. ઇસ્કા કોઈનામ નહિ રખા ગયા થા લેકિન લોગો ને ઇસે ત્બ્લિગી જમાત પુકારના શુરૂ કિયા.

 TABLEEG JAMAT 


 TABLEEG JAMAT  ?


♒ TABLIGH ♒ ✓ bister uth ka chalna
✓ thake hare rehna
✓ logo ke pass jana
✓ karvi kaseli sunna
✓ family ko chorna
✓ pesa kharch karna Bada maza aata he ek bar 3 din to laga kar dekho
samaj me aa jayega ke log ye sab kyu karte
he.....marte dum tak karna he is kam ko

{ Dawat e Tablig }

What is Dawat E Tablig?

 

 TABLEEG JAMAT  ?

• DAWAT KE KAAM KA MAKSAD YE NAHI KE HUM DEEN SIKHKAR BETH JAYE.
•KAAMKA MAKSAD YE HE KE HUM UMMAT KO US MAKSAD PAR JAMA KARNA HE JIS PAR HUZUR S.A.W NE SAHAB KO CHORA THA.
• KAAM KA MAKSAD YE NAHI KE KALMA,NAMAZ SAHI HO BALKE HAR SHOBE ME SAHI DEEN AAVE.
• UMMAT KO SAHABA KI NAKLO HARKAR PAR UTHANA HE.

--Moulana Saad Sahab DB
 

• JAB UMMAT DAWAT CHOREGI TO DEEN
CHOREGI.
• DAWAT DEEN KE SARE SHOBHO KO PANI
PAHOCHANE KA ZARIYA HE.
 1. Daawat - Ummat me chalfirkar Dawat dena.


2. Mashq -  Sahaba ne deen par apna sab kuch lagaya....Bacchon ko yateem kiya ,Bhukhe rahe..Hazrat Ali R.A. Hazrat Abu Bkar sab Deen ke khatir bahut takleefein uthain........Apne ghar ko choda....Puri dunia mein Phail Gaye.......Shaba ki Qabrein kahan kahan hain......Hindustan ke Kerala aur Tamilnadu states mein hain....Africa ke jandalon tak sahaba deen ko lekar pahunche........Unhone apna kam pura kiya .......Ab Hamari bari hai......

Leki ham Shaba Jaisi qurbani ke laeq nahin hain....Bahut kamzor hain.....Hmari kamzori ko dekhte hue ek asan si Tarteeb hai warna asal to wahi hai jo sahaba ne kiya....... 
Is ki ek Asaan Tarteeb yeh hai ki hum apni puri zindagi me himmat karke 1 baar apni mashguli se waqt nikalkar ALLAH k raasten me 4 mahina lagayen,Phir iske baad Har Saal 40 Din ALLAH k raasten me nikle r deen seekhen,Har Mahina 27 din khub jam kar halal tarike se rozi kamayen aur 3 din ALLAH k deen k liye nikalen,
Masjid k 5 aamalon me apne aapko shaamil karen.Jisme (1) Rozana Masjid ki taalim me fikron k saath baithe Amal ki niyat se

(2)

Ghar me bhi taalim ko zinda karen qki hamari MAA-BEHNON ka bhi masla hai,Mard se jyada aurten hain aurton se jyada Bacchhe hain....Unki fikar kaoun karega hum to masjid me aakar deen ki baat sun lete hain hamari ghar ki Masturat ka kya hoga wo kahan jayengi,Unke saath bhi Qabr aur Hashr ka masala hoga.
(3)Mashwaron ki bhi fiqron k saath pabandi karen aur apni mohalle basti k logon ko masjid wale aamal main jodne kai aitbaar se mashwara karen. 
(4) Rozana 2 1/2 Hrs. Fajar k baad ya jab bhi apko waqt mile mohalle me chal firkar logon se mulaqaten karke unhe deen ki daawat de,chahe wo apki baat maane ya na maane rozana sabko dawat dain.DAWAT,TAALIM aur ISTEQBAAL k saath. 
(5) Hafte me 2 Gasht karen 1 apni Masjid ka aur 1 Pados ki dusri Masjid ka jahan mashware se tay ho jaaye. Yaad raken 2 Gasht milakar pura Gasht hota hai,Apne mahalle aur pados ke mahalle donon ki fikr.
                        
3. Dua - 


ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu hame bhi apne deen k raste k liye qabool farma aur hame bhi deen ka kaam karne ki taufiq ata farma.

                ▼▼▼ Dawat E TaBliGh ▼▼▼
Duniya ka koi bhi insan is mehnat par ungli nahi
utha sakta....

✓ QURAN se sabit
✓ HADITH se sabit
✓ NABI s a w ki puri life sabit
✓ SAHABA r d se sabit
✓ NABIYO se sabit
✓ avliya e ALLAH se sabit......



Zara der ke liye ye to socho ke islam hum tak
kese pahuncha..??

Javo ja kar un logo ki life dekho jo is mehnat se
dur he aur un logo ki life dekho jo is kam ko
karte he....

‘’TABLEEG OR ISLAH DONO AIK
SIKKEY KE DO PAHELU HAI,.....MERE
AAQA NAI TABLEEG KI MEHNAT SEY
DEEN KO SARI DUNIYA MAI
PAHUNCHAYA..... .....DEEN HAMARI
ZINDAGI MAI AANEY KE BAAD US
PAR AMAL KARNEY OR USKO TAZA
RAKHNEY KA ZARIYA AAJ KE DAUR
MAI TABLEEGI ISLAHI JAMAAT SEY
AFZAL KOI OR RASTA NAHI
HAI.........ALL AH KE FAZAL SEY AAJ
SARI DUNIYA MAI IS KAAM KO
ALLAH NAI QOBUL KIYA ,........SAUDI
SEY LEKAR IRAN TAK........AMER ICA
SEY LEKAR AUSTELIYA TAK HAR
JAGAH YE TABLEEG OR ISLAAH KA
KAAM HO RAHA HAI/ ...........TAMAA
M LOG ISLAM KO IS KE ZARIYE APNA
RAHE HAI..........OR JO APNEY LOG
HAI WO MUSTAKIL AMAL MAI AA
RAHE HAI.........AAJ MAHOOL KE
HISAB SEY HUMEY IS KAAM KI
BEHAD JARORAT HAI.......OR YE DEEN
MAI AIK SAHULIYAT KA AMAL
HAI.........JIS TARAH HUMNEY
QURAN KO URDU ZUBAN MAI
SAMJH KAR PADTEY HAI......AB KOI
PUCHEY KI YE KIS HADEES SEY SABIT
HAI........ISI TARAH JAMA’AT JANA
BHI DEEN KO SAMJNEY KE LIYE AIK
AASAN RASTA HAI.......OR
SAHULIYAT HAI/ .........ALLAH HUM
SAB KO LIKHNEY PADNEY SEY
ZAYDA AMAL KI TOFEEQ NASEEB
FARMAYE.....AAM EEN SUMMA
AAMEEN.........
 તબલીગ જમાત
Hamari Jindgi Hamare Nabi Ki Sunnate A jaye is Liye Allah Ke Raste Me JAMAT me Nikal Kr In 6 baaton par amli mashq krai jati he..
                            

SIX POINTS OF TABLEEGHI JAMAT...!!!

What is Six Point????????

 Chheh Batein/Cheh Number Kya Hai?? 



Chheh Batein/Cheh Number Kya Hai??

1.Ye Chheh Sifat Hain,
Jo Sahaba ki Zindagi se Lee gayi Hain. 

2.Yeh Mukamaal deen nahin hai. 
Mukammal deen Quran e Pak aur Uski Tafseer Pyare Rasool ki Ahadith e Mubaraka hai.

3.Yeh Chhai Batein woh Sifat Hain Jo tamama Sahabah mein Payee jatee thin Agar ham Koshish Mehnat Karke In Sifat ko Apni Zindagi Mein Le Aenge to Hamara Bhi Pure Deen par Chalna Asan Ho jayega.Aur pure deen par chalne ki salahiat ho Jaegi.

4.ALLAH raste me nikalkar 6 baaton par amli mashq karenge to Insha ALLAH hamara deen par chalna asaan ho jayega.....Yeh 6 baatein yeh hain :

1. IMAAN yani KALIMA " La ilaha illal lahu muhammadur RasulAllah"

2. NAMAZ 








3. ILM aur ZIkR



4. IKRAM-e-MUSLIM

5. IKHLASE NIYAT
6. DAWAT o TABLIGH
                         
  


1. IMAAN :

                   Imaan ka bol hai KALIMA"Laa ilaha illal lahu muhammadur rasul ALLAH -Tarjuma -Nahin koi mabood siwaye ALLAH k aur Hazrat Muhammad Sallal Laahu Alaihi wasallam ALLAH k Rasul hain" 

Isse yeh chaha ja raha hai ki hamare dil ka yaqeen sahi ho jaye; "Ki kisi se kuch nahin hota hai r sab kuch 1 ALLAH se hota hai,Allah apni Zaat aur Sifat me Yakta Hai.Wahi Tan Tnha Taqat Wala hai aur sirf usi ki Ibadat Karni Hai kyonki Sare Asbab ka Nafa Nuksan uske Hath mein Hai,
 aur Janabe Rasul Ullah Muhammad Sallal lahu alaihi wasallam k tariqon par Duniya aur Aakhirat dono jahan ki kamyabi hai.Iske Alawa tamam tareeqe batil hain aur dunia aur akhirat mein nakam karne wale hain.

Is Yaqqen ko Hasil karne ke liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Kamil imaan ki ummat me chalfirkar Dawat dena.
2. Mashq - Allah ki qudrat par gaur aur fiqr karna aur apni dawat k baad us k baare me dil se kahna ki  yeh ki jo dawat maine di hai wo haq hai aur sach hai.
3. Dua - Imaan ki haqiqat ko ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH hame Imaan ki haqiqat ata farma.

 2. NAMAZ :


        Namaz se yeh chaha ja raha hai ki A.hamare andar sifate salat paida ho jaye yani jis tarah ham namaz mein Allah ke hukm aur nabi ke tareeqe par sab kuch Karte hain Waise hi namaz ke bahar ki zindagi mein bhi Allah ke hukm aur nabi ke tareeqe ko pura karein.

B.aur hum ALLAH k khazane se barahe rast lenewale ban jayen.
C. Hamari Namaz Hamein Fahash o Munkirat se rokni wali ho jaee.(Innas salate Tanha Anil Fahshae Wal Munkar.

D. Bukhari ki Hadeeth ka Mafhoom hai ki Ibadat aisi ho jaise too allah kpo dekh raha hai.Ya Allah tujhe dekh raha hai.

Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Kamil Namaz ki ummat me chalfirkar Dawat dena.Allah ke dhyan (Khushu-Khuzu/sifate Ihsan) Wali namaz ki dawat dena.
2. Mashq - Namaz k zahir aur batin ko malum karke inhe apni namaz me paida karna .NAMAZ ka 
   ZAHIR yeh hai ki,WAZU se lekar SALAM pherne tak tamam maselon ko sikhkar ada karna
       NAMAZ ka BATIN yeh hai ki jab hum namaz padhe to is dhyan k saath padhe Jise Hadith mein Ihsan Bataya Gaya hai/Ya Khushu Khuzu.
             Hum ALLAH ko dekh rahe hain agar yeh kaifiyat paida na ho to kum se kum yeh                to zarur dhyan me rakhe ki ALLAH to hame dekh hi raha hai.
                   
3. Dua -   NAMAZ ki haqiqat ko ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu 
                hame bhi maqbool namaz ki taufiq ata farma.

 3. ILM aur ZIQR :

      ILM se yeh chaha ja raha hai ki 
1. Hamare andar Tahqeeq ka Jazaba Paida HO Jae, Nafe Wla Ilm Janne ka jazaba.
2. Ham Ulema se/unki mustanad kitabon se Puch puch kar Amal karne Wale Ban jaein
3.Hum haal k amr ko pehchannewale ban jayen ki jis haal me hum hain is waqt ALLAH hum se kya chahta hai. Aur us kam mein Pyare Rasool muhammad S.A.W. ka kya tareeqa hai.

Asal ILM to QABR k 3 sawalon ka hai.....Deen kya hai.......Tumhara Rab kon hai....Huzur e pak S.A.W. ke bare mein.......Hamare Sare Ilm ki Tag o doo iske ird gird Ghumti Rahe............Agar Duniawi Ilm bhi hai to usse Allah ko Pahchane...........Falkiat,Science ......sab ke andar allah ki Qudrat chipi hai...... 

Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Hum deen k nisbat se jo bhi ilm rakhte hain uski ummat me chalfirkar Dawat dena.
2. Mashq -  Ilm ki koi intaha nahi hai, Khoob Hasil karein. Quran ki Tafseer kisi Mustanad Alim ki Padhein, aur Hadith ka tarjuma bhi padhein Mustand Alim ka likha hua.
ILM 2 tarah ka hota hai ; (1) MASAEL wala ILM (2) FAZAIL wala ilm
         (1)Masailwala ilm Ulema ki majlison se hasil karen (2) Fazailwala ilm isse Amal ka shauq paida hota hai...... Taalim k halqo se haasil karen.                       
3. Dua -   ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu 
                hame ILM NAAFE ata farma.

ZIkR :

           Ziqr se yeh chaha ja raha hai hamare andar ALLAH ka dhyan paida ho jaye aur hum ALLAH ki ibadat ALLAH k dhyan k saath karnewale ho jaye.
ALLAH ka dhyan hoga to humse gunaah kam honge aur tauba ki Taufeeq Hogi .Deen mein zikr ka bada darja hai.....Quran o hadith mein iski bahut takeed ayi hai.
Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Ummat me chalfirkar khub ziqr ki fazilat bayan karke unhe iski Dawat dena.
2. Mashq - Ziqr ka mashq yeh hai ki,Hum 
A.Quran ki tilawat khub karen,Ise sikhen bhi aur sikhaye bhi, Samjhein aur Amal karein
 2.Tasbihaat ki pabandi rozana karen,Koshish karein ki 
 Subah sham  100 bar 3ra Kalima,
                  100 bar Darud Shareef,100 Bar Astaghfar padhen....
Saath hi saath Masnoon Duaon ka bhi ehtimam karen.....                               
3. Dua -   Ziqr ki haqiqat ko ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu 
                hame bhi apne ziqr ki taufiq ata farma.


4. IQRAME MUSLIM :

   1..Isse yeh chaha ja raha hai ki hamare andar Isaar,Hamdardi aur Ghamkhwari ka jazba paida ho jaye.
2.Hum Badon ki Izzat,Choton par Shafqat aur Ulema e Deen ki qadar karne wale ban jaye.
3.Hum na sirf musalmanon ki balki gair-musalmano ke Huquq ko bhi ada  karne wale hon Hatta ke janwaron ke bhi Huquq.

4. Ham Har musalman ki izzat karein usko apne se achha samjhein ki uske pas emman hai aur agar woh Eman ke sath dunia se gaya to Jnnat mein jaega.......Kisi ko Haqeer na samjhein......taki is ummat me jod paida ho sake,
5.Hum apne haq ki riyayat karte huye dusron k haq ko pooch-pooch kar ada karnewale ban jayen.

Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Ummat me chalfirkar unhe Iqram ki daawat dena aur apne akhlaq ko sabse accha banane ki koshish karna.
2. Mashq -  Hum SALAAM me pehal karnewale hon aur SALAAM ko khub aam karnewale hon,
jab koi beemar ho to uski ayadat kane jayen,
koi pareshan ho to uski tajiyat me jayen,
aas pados walon ki khair khairiat lete rahe.Sabse muhabbat karen.               
3. Dua -   ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu 
                hame bhi dusron ka iqram karnewala bana de.


5. IKHALS e NIYAT :
                                   Isse yeh chaha ja raha hai ki hum jo bhi NEK amal karen khalis ALLAH ko razi karne k liye karen,
Naam o Namood,Shohrat aur kisi ko dikhlawe k liye na kren.
ALLAH tamam amaalon me se usi amal ko qubul karte hain jo khalis unhi k liye kiya gaya ho.

Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Ummat me chalfirkar Ikhlas ki Dawat dena.
2. Mashq - Iska mashq yeh hai ki apne har amal k shuru me,beech me aur aakhir me yeh gaur karna ki
                  hum jo amal kar rahen hain kiske liye karne ja rahe hain,kiske liye kar rahen hain,
                  aur hamne yeh amal kiske liye kiya.    
3. Dua -   ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu 
                hame har nek amal khalis teri raza k liye ikhlas k saath karne ki taufiq ata farma.


6. DAWAT o TABLIGH :
Irshade Nabwi SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM :
MUBARAK HAI WO LOG JINHE ALLAH TA'ALA NE KHAIR KE FAILNE KA ZARIYA BANAYA.....
[Tambihul Gafilin ]

                   Isse yeh chaha ja raha hai ki ALLAH ka diya hua JAAN,MAAL aur WAQT ka sahi istemal ho jaye.
Aur yeh sab kuch ALLAH k huqmon ke mutabiq kharch ho jaye,Qki ALLAH ne hamare JAAN,MAAL ko Jannat k badle me pehle hi khareed liya hai,hum pehle se hi bike huye hain,hamara kuch bhi nahin hai.
 Daaiee Ki Sifaat....
1- Zabaan Par Zikar ....
2- Dil Me Fikar.....
3- Aankh Me Aansu....
4- Maut Tak Karte Rahne Ka Iraada....
In sha Allah ...
Dawat Ka Kaam Karte Karte Marenge Aur Marte Marte Karenge



Maulana saad Sahab D.B. Farmate Hai.....
Sunnat ke Bagair Koi Deen Nahi Hai.....
Jis Aadmi Ko Sunnato Ke Bagair Apne Deendar Hone Ka Khyaal Ho....
Khuda ki Kasam....!!!!
Usko Apne Deen Ka Dhoka Hai.....
Kyunki Sunnat Ke Bagair Koi Deen Nahi Hai...
Aur Sunnat Ke Bagair Koi Hidayat Nahi Hai...
Aur Sunnat Ke Bagair Koi Wilayat nahi Hai....
Wilayat Karamat Se Nahi Hoti......Wali To Wo hai Jo Sunnato Ka Paband Hai....Kyunki...ALLAH Use Dost Banate Hai Jo AAP SALLALLU ALAIHI WASALLAM ki Ita'at Par Ho.....
Iske liye 3 Line ki mehnat hai :
1. Daawat - Ummat me chalfirkar Dawat dena.

2. Mashq -  Sahaba ne deen par apna sab kuch lagaya....Bacchon ko yateem kiya ,Bhukhe rahe..Hazrat Ali R.A. Hazrat Abu Bkar sab Deen ke khatir bahut takleefein uthain........Apne ghar ko choda....Puri dunia mein Phail Gaye.......Shaba ki Qabrein kahan kahan hain......Hindustan ke Kerala aur Tamilnadu states mein hain....Africa ke jandalon tak sahaba deen ko lekar pahunche........Unhone apna kam pura kiya .......Ab Hamari bari hai......

Leki ham Shaba Jaisi qurbani ke laeq nahin hain....Bahut kamzor hain.....Hmari kamzori ko dekhte hue ek asan si Tarteeb hai warna asal to wahi hai jo sahaba ne kiya....... 
Is ki ek Asaan Tarteeb yeh hai ki hum apni puri zindagi me himmat karke 1 baar apni mashguli se waqt nikalkar ALLAH k raasten me 4 mahina lagayen,Phir iske baad Har Saal 40 Din ALLAH k raasten me nikle r deen seekhen,Har Mahina 27 din khub jam kar halal tarike se rozi kamayen aur 3 din ALLAH k deen k liye nikalen,
Masjid k 5 aamalon me apne aapko shaamil karen.Jisme (1) Rozana Masjid ki taalim me fikron k saath baithe Amal ki niyat se
 (2)Ghar me bhi taalim ko zinda karen qki hamari MAA-BEHNON ka bhi masla hai,Mard se jyada aurten hain aurton se jyada Bacchhe hain....Unki fikar kaoun karega hum to masjid me aakar deen ki baat sun lete hain hamari ghar ki Masturat ka kya hoga wo kahan jayengi,Unke saath bhi Qabr aur Hashr ka masala hoga.
(3)Mashwaron ki bhi fiqron k saath pabandi karen aur apni mohalle basti k logon ko masjid wale aamal main jodne kai aitbaar se mashwara karen. 
(4) Rozana 2 1/2 Hrs. Fajar k baad ya jab bhi apko waqt mile mohalle me chal firkar logon se mulaqaten karke unhe deen ki daawat de,chahe wo apki baat maane ya na maane rozana sabko dawat dain.DAWAT,TAALIM aur ISTEQBAAL k saath. 
(5) Hafte me 2 Gasht karen 1 apni Masjid ka aur 1 Pados ki dusri Masjid ka jahan mashware se tay ho jaaye. Yaad raken 2 Gasht milakar pura Gasht hota hai,Apne mahalle aur pados ke mahalle donon ki fikr.
                        
3. Dua - ALLAH se ro rokar duaon k zariye se mangana....ki ai ALLAH tu hame bhi apne deen k raste k liye qabool farma aur hame bhi deen ka kaam karne ki taufiq ata farma.
= FAZAIL-E-AAMAL===

DUNIYAA ME QURAAN MAJID KE BAAD .....
SABSE ZYAADA PADHI JAANEWALI AHAADEES KI KITAAB FAZAIL-E-AAMAL HAI
JISKI TAALIM HAR AAN, HAR GHADI SUBH HO YAA RAAT DUNIYAA BHAR ME HOTI REHTI HAI...........
FAZAIL-E-AAMAL HAZRAT SHAIKH MAULANA ZAKARIYA R.A NE TARTEEB DI .....
JO HAZARON AHADEES KA MAJMUAA HAI....
DUNIYA ME TAQRIBAN 150 MULKON ME PADHI JAATI HAI
AUR 109 ZABANO ME ISKAA TARJUMA HO CHUKA HAI
IS KITAAB KO PADH KAR ABTAK LAAKHO INSAANO KI ZINDAGI BADAL GAI HAI.......
jazakALLAH



LAYANI SE BACHNA : (Aisi Baat jisse na deen ka aur na Dunia Ka Phaeda)
                                     Parhez k taur par layani baton aur kamon se yanio fazul baton aur kamon se apne ko bachana taki hamari NEKIYON ki hifazat ho jaye.





Allah Ham sab ko Amal ki Taufeeq naseeb Farmaye.
 (Ameen)

--------------------------------------------------------
===INSHALLAH HAMEIN DAWAT KA KAAM KARNA HAI===
✓ SAMUNDER K RASTE SAY BE ✓
✓ PAHARON K RASTE SAY BE ✓
✓ JUNGLON K RASTE SAY BE✓
✓ PLAIN K RASTE SAY BE ✓
✓ PAIDAL RASTE SAY BE ✓

===KOUN-KOUN TAYAR HAI SAHABA raziyallahu anhu KI SUNNAT KO ZINDA KARNE K LIYE==



====== MASJID K 5 AMAAL ======
Masjid k 5 aamalon me apne aapko shaamil karen Jismei....

(1) Rozana Masjid ki taalim me fikron k saath baithe Amal ki niyat say.

(2)Ghar me bhi taalim ko zinda karen Qki hamari MAA-BEHNON ka bhi masla hai,Mard say jayada aurten hain aurton se jyada Bacchhe hain, Unki fikar kaoun karega hum to masjid mei aakar deen ki baat sun lete hain hamari ghar ki Masturat ka kya hoga wo kahan jayengi,Unke saath bhi Qabar aur Hashar ka mamla paish hoga.

(3)Mashwaron ki bhi fiqron k saath pabandi karen aur apni mohalle basti k logon ko masjid wale aamal main jodne kai aitbaar se mashwara karen.

(4) Rozana 2 1/2 Hrs. Fajar k baad ya jab bhi apko waqt mile mohalle me chal firkar logon se mulaqaten karke unhe deen ki daawat de,chahe wo apki baat maane ya na maane rozana sabko dawat dain.DAWAT,TAALIM aur ISTEQBAAL k saath.
(5) Hafte me 2 Gasht karen 1 apni Masjid ka aur 1 Paros ki dusri Masjid ka jahan mashware se tay ho jaaye. Yaad raken 2 Gasht milakar pura Gasht hota hai,Apne mahalle aur pados ke mahalle donon ki fikr.
 MASJID WAR JAMAT KE 5 KAAM:
1-Rozana Ki Fikron Me Baithenge..........(
Pure Aalam Me Kaam Karne Ka Sawab
Milega)
2-Rozaana 2:30 Ghante Lagaenge......
(Hamari Masjide Aabad Hogi)
3-Rozaana Ki Taalim...... (Muaashra
Banega, Ghar ka Rahan-Sahan Sahi
Hoga)
4-Haftawari Ghast Se .....(Haaare
Akhlaaq Sahi Honge)
5-Mahana 3 Din Se .......(Hamara Imaan
Banega)

================================= 
ISLAMI Fatwas
  1. Insurance
  2.  
  3. Insurance un-Islamic: Deoband
    Lucknow: After laying down a fatwa saying that working in banks is un-Islamic, the Darul Uloom Deoband has now declared that opting for an insurance policy, too, went against the tenets of Islam. “Insurance policy is unlawful as it is based on interest and gambling,’’ claimed the fatwa issued by the country’s largest Islamic seminary.

        Deoband said Muslims should only buy or sell shares of a company not involved in unlawful things like (an association with) an interest-based bank, an insurance company and a wine company. Earlier, in response to a query by a Bijnore resident, it declared that according to the tenets of Islam, involvement in liquor business or trade is illegitimate for a Muslim.

        Another fatwa issued by mufti-ekaram, a-three-cleric bench states, “It is haram (forbidden) to work in a bank which involves writing interest. Income thus earned will be regarded unlawful.” Millions of Muslims in India opt for insurance policies that pledge payment of an amount to a person or his nominee against losses or perils.

    TNN AND AGENCIES

    Stop frequent fatwas: Clerics to Darul

    Lucknow: “No more fatwas at the drop of a hat, please.’’ This is the terse message of a few clerics and common Muslims in Lucknow to Islamic seminary Darul Uloom, Deoband, in Saharanpur. It’s obvious that the fatwas issued by Darul Ifta have turned off many in Muslim society who find the diktats distasteful.

        First, it was the issue of Muslim women in jobs and earning. Then, there was one against earning from investments in the stock market. The latest one advises Muslims to leave bank jobs and stop dealing in liquor. Each one of these fatwas has unleashed a

        controversy. “What’s the need of issuing fatwas on every other question. And then why leave it on the internet to create a controversy?’’ asked leading Shia cleric Maulana Yasoof Abbas. “It should be limited and not appear to be a sweeping statement on the entire Muslim community,’’ he said, adding, “If as muftis, it’s their duty to issue fatwa, then, as Muslims, its their responsibility to ensure that fatwas do not show Muslims in bad light.’’ The in-charge of the Firangi Mehel Darul Ifta in Lucknow, Maulana Khalid Rasheed, says, “Fatwas are an interpretation of Islamic teachings from a certified scholar. These are meant for a specific situation limited to an individual,

        not for the rest of the community to follow.” Maulana Khalid, who is a member of the executive committee of All-India Muslim Personal Law Board, said, “Suppose a Muslim woman has no option but to work in an office for her livelihood and survival. What would their ban on Muslim women in jobs lead to?’’

        Imtiyaz Ali, a local businessman, said, “People at Deoband should consider the fact that their fatwa did not create controversies earlier. Something must be wrong for all this to be happening now. ’’ Pervez Iqbal Siddiqui 


  4. Loans
  5.  
  6.  
  7. Mortgage
  8. Attorney
  9. Credit
  10. Lawyer
  11. Donate
  12. Degree
  13. Hosting
  14. Claim
Muslim Dawat e Tablig iztema Photos



  
Hazart maulana umar sahab palnpuri (rahumtullah hi alaih) farmay karte the ibadat ka noor masjid me milega ilm ka noor madrese me milega jikr ka noor khankah me milega aur imaan ka noor allah ke raste me milega

World Dawat E Tablig Markaz 
Photos And Address


Dilhi Markaz(India)





Dhaka Markaz

Austria
A. Khaleque Qureshi, Masjid Belal, Diefenbachgasse 12/12, 1150 Wien. 43-1-9387615, 43-1-7366125
Azerbaijan
S. Uzair M. Ali, Orzhenigidzebskoy, Noboy Gumarbel M3/2F (?)
Bahamas
Jamaat ul Islam, P.O. Box 10711, Nassau.
Bahrain
A Aziz Baluch, P.O. Box 335, Manama. 953-256-707
Bangladesh
Maulana A Aziz, Kakrail Masjid, P.O. Ramna, Dhaka. 88-02-239-457
Barbados
Maulana Yusuf Piprawala, Kensington New Road, Bridgetown. 1-809-426-8767
Belanda
Moskee Arrahman (Markaz), Van Ostade str. 393-395, 1074 Amsterdam. (Tram no. 4 dari stesen keretapi) (Al-Kabiri) 31-20-764073
Belgium
Masjid Noor, Rue Massaux 6, Gemeente Schaarbeek, 1030 Brussels. (Mostafa Nooni) 32-2-219-7847
Masjid Van Slambrouck, Fortuin St. 6, B8400 Oostende.
Belize
Md Riaz, 3132 Kraal Road, Belize City.
Bermuda
Md Mosque, Basset Bldg Court, St. Ram, Hamilton.
Biera
Omar Osman, P.O. Box 382 (?), Biera. 23260
Bolivia
Biab Khalil, P.O. Box 216, La Paz. BX 5418 (teleks)
Brazil
A Aziz Alinani, Imam, Centro Islamica, Ax W-5 Norte, Brazil. 55-11-278-6789
Britain
Markazi Mosque, South Street, Saville Town, Dewsbury. (Hafez M Patel) 44-924-460760, 44-924-46685? (faks)
East London Markazi Masjid, 9-11 Christian St, Off Commercial Road, London E1. (Zulfiqar) 44-71-4811294



Brunei
Hj Jamili Hj Abbas, 647 Kg Lumapas. 673-8-810480, 673-2-337488.



Hj Mahadi, Bandar Sri Begawan. 332148Bulgaria
Mufti Basri Osman, Plovdiv. 359-2-233-109
Cad
Masjid-e-Noor, Share Namer, N O’Jamina. (Adam Yusuf Amin)
Cecen
Dudaeb Shakmarze, Ul. Khakalskaya 90/2/42, Grozni.
Cile
Taufiq Rumie, Edwardo Castillo Valesco 1160, Nunoa, Santiago. 56-2-496-081, 56-2-294-182
Cina
Hilal D. C. Guangyun, V. C., Stand Comm, East Dist. Peoples Congress, ..
Dagastan
Habibullah, Sk Mohuddin, village Gubdan, Lewanshowski.
Denmark
Makki Masjid, Brikegade 4 KLD, N Kobenhavn (Copenhagen). 45-43-(35)-361-513
Centre Mosque, Morbaerhaven Block 18 c/4, 2060 Albertslund. 02-454368
Dubai
Shaikh Hamdan, Masjid al Kasis, Al Kasis No. 3, dekat Umm Kulsum Che..
Eire
Masjid, 7 Harringto Street, Dublin.
Dublin Islamic Centre, 163, South Circular Road, Dublin 8.
Md Shigara, 21, Wolseley Street, Dublin 3. 353-1-540-027

Ethiopia
M. M. Kechia, Abu Bakr Masjid, Kwas Maida, Addis Ababa. 251-1-130-208, 135-823 (Ibrahim Sufra)
Feringgi
Abu Bakar Sulil, Masjid Odiveas, Rua Thomas de Anunciacao 30 R/C Esq, Odiveas 2675, Lisboa.
Fiji
Noor Ali, Raki Raki Jama Masjid, P.O Box 15, Raki Raki, Fiji. 679-24440, 679-94002
Filipina
Masjid Abu Bakar, Marawi City, Lanao del Sur, Mindanao.
Finland
Omar Nizamuddin, Puutarhankatu 18A, Helsinki. 358-21-513-572
Masjid, Fredrinkatu 33B, 00120 Helsinki 12. 358-0-643-579, 358-0-149-6395
Masjid, Abrahaminkatu
Gambia
Abdul Wadood, Arabic Madrassa, Serekunda.
Ghana
T. Osang, P.O. Box 170A, Rock of Islam Mosque, Labadi, Accra. 233-21-663-443, 665-06
Guinea
Md Boye, P.O. Box 12294, Barry, Conakary.
Guinea Bissau
Abayu Bayo, Jamia Kabir, Bissau.
Guyana
Azim Khan, 35, Kraig Village, East Bank, Demerara. 592-(02)-62269 (Georgetown)
Hong Kong
Masjid Ammar, 40-01 Kwon Road, Wanch.. 5-892-0720 (Md Qadeem, Zafar 852-3-5-239-975)
Hungari
A. Hafez, Flat 9, 84 Linen Kurt, Budapest. 36-1-833-905, 36-1-276-0482 (Babikir)
Dr Izzedin, Estergomiut 56/VII/26, 1138 Budapest.
Ibrahim, Fortuna (hotel murah), Szolgaltaro GMk, 1073 BP, Akacf..
India
Banglawali Masjid, 168 W. Nizamuddin, Basti Nizamuddin, New Delhi. 91-11-494-7137 (faks: Farooq),
617-142 (..)
Indonesia
Masjid Jamek, 83 Jalan Hayam Waruk, Kebun Jeruk, Jakarta Barat. (Ahmad Zulfikar) 62-21-821-236, 639-5585, 682-378
Masjid Istiqlal, Jalan Yos Sudarso, Dumai, RIAU.
Iran
Al Amir A Roaf, Masjid e Tauhidi, Zahedan.
Iraq
Sk Kazim, Montaga Buhimania Al Karich, Share Mar’uf, Baghdad.

Itali
El Amrani, 3231 Via Vanzetti No. 3, Cita di Sudi (Cascino Rosa), Milano. 39-10-952-20?, 39-6-802-258
Masjid, Via Bertoloni 22/24, Roma
Masjid,Via Berthollet 24, Torino
Masjid, Via de Groce 3 (Tingkat 4), Trieste
Jabaltariq
Masjid Cesemate Sq., Main Street, Gibraltar. 350-73058
Jamaika
Naeem A. Muta’ali, Muslim Community, 54 Wildman Street, Kingston. 1-809-9283516 (Akbar), 9286789 (Naeem)
Islamic Center of Jamaica, 134 1/2 King Street, Kingston.
Jepun
Markaz Islaho Tarbiyat (Ichnowari), 1-1-6 Bingonishi, Kasukabe-Shi, Saitama-Ken, Tokyo 334.
Ibrahim Ken Okubo, Room 105, Bingo Higashi 1-22-20, Kasukabe Shi, Saitama Ken, Tokyo 344. 0487-36-2767 (tel) 04-8738-0699 (faks)
Syed Sohel 04-8736-2767
Masjid Darus Salam, 772, Oaza Sakai, Sakai Machi, Sawa-gun, Gunma Ken.
Hafiz Afzal 030-146-1419
Masjid Shin Anjo (Nagoya), Bangunan Kamimoto, Tingkat Satu, 1-11-15, Imaike-cho, Anji-Shi, Aichi Ken.
Najimuddin 030-56-32101
Nufail 030-56-50432, 056-698-9408
Masjid Takwa (Chiba), Sanbu-Machi, Sanbu-Gun, Ametsubo 65-12, Chiba Ken (dekat stesen JR Hyuga).
Lokman 043-444-5464, 030-067-9223
Shamin 010-404-4748
Makki Mosque (Narimasu, Tokyo), stesen Narimasu (Tobu line).
Asraf 010-609-2479
Markaz Hon-Atsugi (Kanagawa). 0462-27-5936
Islamic Center, 1-16-11 Ohara Setagayu ku, Tokyo 156. 03-7870916, 4606169
Islamic Center, C Hoko Mansion 4-33-10 Kitazawa, Setagaya ku, Tokyo 156.
Nerima K. K. Mati, 1-30-17 Kopsaki 205, Tokyo. 81-3-450-6820, 81-3-553-7665 (Ismail), faks 81-3-458-3967
A. Aziz Mecavale, 175 Kumitashi Cho, Tokyo. (d/a Akarim Seth)
Jerman
Md. Nawaz, Masjid, Muenchener str. 21, Frankfurt. (06175)1673, (0221)550..
Md. Nawaz, Berliner str. 31, 6374 Steinbach. (06171) 75360
Barbaros Gamii (masjid), Kyffhavser str. 26 (dekat Barbarossa Platz), 5 Koeln 1 (Cologne). (Husseinbeg
Firat 467477, Zia) 0211-213870
Masjid, Lindower str. 18-19, 1000 Berlin 65. (030) 4617026
Masjid, Landwehr str. 25, Muenchen (Munich). (dekat stesen keretapi)
Masjid, Steindamm, Hamburg. (dekat stesen keretapi)
Masjid, Haupsletter str. 715, Stuttgart. 0711-6406775
Jibouti
Salem Ahmad, Deeday Masjid, P.O. Box 730, Djibouti. 253-762-189, 5818 FIANEA (teleks)
Jordan
Md Mustafa Al Wafai, Masjid Madeenat al Hujjaj, Mukhayam Het.. 962-6-774-257
Kamerun
Osmany c/o Alhaj Md, P.O. Box 19, Marwah.237-291-5..
Kanada
Medina Masjid, 1015 Danforth Ave., Toronto. (Ismail Patel / Anjum Mohammad)1-416-465-7833.
Kazakhstan
Baba Khanov, Muslim Religious Board of Central Asia, Alma Ata.
Kenya
A. Shakoor, Londi Mosque, sebelah balai polis Kamakunsi, Nairobi. 254-2-764-224, 254-2-340-965
Kibris
Ahmet Cetkin, Harika Camii, Palamud Sok No. 11, Asa Marao.
Korea Selatan
Imam Qamaruddin, Masjid Annur, GPO Box 10896, Seoul. 82-2-556-…
Kosta Rika
Mostafa Md Imam, Centro Islamico, Dasamprados Casa 7-16, San Jose. 506-272-878
Kuwait
A Rashid Haroon, Subhan Markaz, Al Mantiga Sinaere, Kuwait.
Laos
Maulana Qamaruddin Noori, Masjid India, P.O Box 617, Vientianne. 3776
Liberia
S M Azmat Subzwari, Randall Street Mosque, Monrovia. 231-225-0..
Libya
Mustafa Kuraitty, Jame al Badri, Bab bib Ghasher, Tripoli. 218-61-72138..
Lubnan
A Hasib Sar Hal, Imam Ali ut Tariq Jadidah, dekat Madrasah Farooq, Beirut.
Luksembourg
Islamic Centre, Route Darlon 2, Mamar. (S. B. Khan Afridi) 352-311-695.
Madagaskar
Yakub Patel, P.O.Box 101, Tamatave. 261-5-33202
Maghribi
Alhaj Ali, Masjid en Noor, Hayya Araha 61, Darul Baida, Casablanca. 212-366-483..
Malawi
Ebrahim Makda, Juma Masjid, Kamuza Proc. Road, Lilongwe. 265-720216
Malaysia
Masjid Jamek Sri Petaling, Bandar Baru Sri Petaling, Kuala Lumpur. 60-3-9580515. 60-3-7595063 (Madrasah Miftahul Ulum). 60-3-7586134 (faks: Hj Khalid)
Abdul Wahid, Kota Kinabalu. 088-232994 (r), 088-225081 (o).
Maldiv
Ibrahim Hassan, G. Aabin, Male Island.
Mali
Ismail, Markaz Haidara, P.O. Box 1551, Bamako. 223-22-22..
Malta
Md El Sadi, Islamic Centre, Corradino Road, P.O. Box 11, Paola, Malta. 356-772-163..
Mauritania
Daud Ahmad, Masjid Shurfa, P.O. Box 14, Nouakchott.
Mauritius
Masjid Nur, Gora Issac St., Port Louis. 230-2424904
Mir AM Soorma, Shaukat Islam Mosque, P.O.Box 328, Port Louis. 230-26..
Meksiko
Mir Y Ali, Norte 40A, No. 3612A, Col 7 de Noviembre, Mexico DF.. 537-1138
Mesir
Masjid Anas bin Malik, Madinatul Muhaddithin, Share Iraqu Giza, Cairo. 20-2-702-804, 20-2-348-6185
Mozambik
Md Rafiq Ahmad, Av Dazambia 305, I C Flat 4, Maputo. 258-2378..
Myanmar
B. A. Ground Mosque, dekat stesen keretapi Rangoon. 95-1-74436, 3100 (Bhay)
New Zealand
Abdul Samad Bhikoo, Auckland Mosque, 17 Vermont Street, Ponsonby, Auckland. 64-9-3764437
Masjid AnNur, Christchurch. 64-3-3483930
Ishan Othman, Dunedin. 64-3-4767121
Niger
Yahya Sa’ati, Sooq al Kabir, dekat Mohatta Sayarat, Niamey.
Nigeria
Hamza Oshodi, Central Mosque, 37 Church Road, Saban Gari, Kano. 47-2-9883..
Norway
K. M. Riaz, Bilal Masjid, Tordenskjolds Gt. 86, 3044 Drammen. 47-2-9883-..
Islamic Centre, Nosdahlbruns Gt. 22, Oslo 1.
Oman
Masud Harthi, Jame Khalid ibni Walid, Assib, Muscat. 92-21-415..

Pakistan
AlHaj A. Wahab, Madrassa Arabia, Raiwind, Lahore. 92-21-415.., 92-21-216..(faks)
Makki Masjid, Garden Road, Karachi.
Panama
A F Bhikoo, Jama Masjid, 3rd Street & Mexico Avenue, Panama City. 517-256-44..
Pantai Gading
Md Amin (Jallo), Masjid Ahlesunnah, P.O. Box 110, Danane. -(225)-635-320 (Boike town)
Perancis
Sh. Yunus Tlili, Masjid Rahman, Ave. Paul Vaillent Couturier 52, 93200 St Denis. 33-1-48.23.78.89, 48.26.78.78
Markaz Marseille, Rue Malaval 24, 13002 Marseille. 91908047
Peru
Naguib Atala, Casilla 3134, Lima. 51-14-294-620
Poland
Yakub, ul. Piastowska 77, Bialistok. Masjid, ul. Abrama 17A, Gdansk.
Boguslaw Zagorski, ul. Rozlogi 6 Apt. 51, Warszawa (Warsaw).
Puerto Riko
Arab Cultural Club, Km 5, KMO 65th Inf Ave, Rio Piepras, PR0092.
Qatar
Abdullah Ahmad, Masjid Mantaya Sanaiya, P.O.Box 40621, Doha.
Reunion
Yusuf Lockati, Masjid Nurul Islam, 97400 St Denis. 262-200..
Romania
Masjid, Ovidiu Square, Constanta.
Russia
Masjid, Prospect Mira (dekat Olympic Station), Moscow. 281-4904
Sayyid Akhtar, Moscow.
=====================================================================
Tablig Jamat Android  Apps.. 
Download link



------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
 VIDEO BAYAN
25-12-2015 - Jumuah salaah lead by Hazrat Mufti (Qari) Ahmed Ali Falahi saheb D.B


Download  

  Quran,Byan,Naat,Qirat,Salam,ets..

 WebSite
  1. http://qariahmedali.com/ 
  2. www.shaheedeislam.com/‎
  3. www.attablig.com
  4. http://www.darsequran.com   
  5. http://www.dawat-e-tabligh.com/ 
  6. http://www.fazaileamaal.com/ 
  7. http://alh.com.pk/ 
  8. http://www.tablighi-jamaat.net



our other blog link happy to visit

Free Mobile Recharge Triks

Free Mobile Recharge Triks Post this page
First on net Free Mobile Recharge Triks Post this page